Aashiki kaash tum nibhaa jaate sanam
Janaaje me bhi ye kashmkash chalti rahi
Jaa base the yun to apnee kabra me hm
Tamannayen thee kee aage badhti hee rahi